Wada karle sajana
Wada karle sajana
Tere bin main na rahoon
Mere bin tu na rahe
Ho ke juda
Ye wada raha
Na honge juda
Ye wada raha
Wada karle sajana
Tere bin main na rahoon
Mere bin tu na rahe
Ho ke juda
Ye wada raha
Na honge juda
Ye wada raha
Main dhadkan tu dil hai piya
Main baati tu mera diya
Hum pyaar ki jaot jalaayein
Hum pyaar ki jaot jalaayein
Main rahi meri manzil hai tu
Main hoon lehar aur sahil hai tu
Jiwan bhar saath nibhayein
Jiwan bhar saath nibhayein
Oo.. Aa. Aa..aa..aa