Saathiyaaaa....
Saathiyaaaa......
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Mausam hai suhaana ki jeeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Saathiya maine maana ki jeeeee na lage
Jee ko tha samjhana ki jeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Mere achhe balma chhodo aaj baiyaan
Wo jhootha jo saiyaan kal aaye na
Jake phir aaogi aake phir jaaogi
Aane jaane me jawani dhal jaye na
Ho..Chhodo aana jana ke
jeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Saathiya maine mana ki jeeeee na lage
Jee ka bura haal hai jab se jee lagaya
Tujhe jee me basaya tere holiye
Jee ka tha khayal to kahe jee lagaya
Mujhe jee me basaya aji boliye
Ho..Ab kahe pachtana ke
jeeee na lage
Saathiya maine mana ki jeeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Jaane ki to balma marzi nahi meri
Dar lagta hai bairi jagwalon se
Chhaddo wi na soniyo jag se darte ho
Jag khud darta hai dilwalon se
Ho...Chhodo ye bahana ke
jeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Mausam hai suhana ki jeeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage
Saathiya nahi jana ki jeeeee na lage